Ehsan sarparah's Poetry SMS
Sab kuch milta hai is jahan mein Saquib
Nahin milta to guzra hoa pal nahin milta Kartey raheâ%u20AC%u2122n ge younhi sairab zameeneâ%u20AC%u2122n In aansooâ%u20AC%u2122n ko ab koi aanchal nahin milta Ghurbat mein mayyasar kahan khushion ki dilbari Sehra mein kisi ko kabhi baadal nahin milta Kahney ko gham khowar-o-chara saaz hain bohat Amlann kisi ke saath koi shamil nahin milta Ham imaan ki dolat liye shahadat ke muntazir Hamari safoâ%u20AC%u2122n mein koi buzdil nahin milta. EHSAN SARPARAH 03003883108
Main usay kaise aikaila chor don is rah main sath jo chalta raha majboriyon k baad bhi. ban k khusboo rach gya hy yun mere ehsas main door ho paya nahi woh dooriyon k bad bhi rafta rafta us ko bhi ye duniya ra%u2019as aa gye muskra k woh mila hy ranjishon k bad bhi fasly kb kum howay hain rabton k bad bhi ajnabi thay ajnabi hain %u201Cmohabbaton%u201D k baad bhi EHSAN SARPARAH 03003883108
koi mujh ko mera bharpur sarapa la de meray bazu,meri ankhe,mera chehra la de naya mausam meri binai ko taslim nahe meri ankho ko wohe khawab purana la de koi khahish nahe tuj se ay meri umar e rawan mera bachpan,mery jugnu,meri gurya la de EHSAN SARPARAH03003883108
Meri taqdeer se pooch meri qismat ka faisla. Meri muskurahat pe na ja mere dard ko talaash ker Meri aankhon se pooch mere intizaar ki inteha. Mere itminaan pe na ja mere sabr ko talaash ker Mere pyar se pooch mere pyar ka aalam. Meri soorat pe na ja meri seerat koN SARPARAH 03003883108
Har RAAT Gham-e-Tanhaai, Har SHAAM teri yaad aai, Laakh tujhey bhulana chaha, Us se barrh kar teri YAAD aai., Tuj se koi UMEED bhi wabasta nahi, Iss DUKH se meri Aankh Bhar aai, Logon ne poocha ASHKON ka sabab? Bus Mujhe kehna para%u2026!! %u201CTANHAAI%u201D EHSAN SARPARAH 03003883108
Jab kabhi tera dil ghabraey ager tujhe meri yad aay tu lou ana, Ager tera sath koi choray ager koi tera dil turey tu lout ana, Kuch waqat achca guzra hai sath tumare who waqat jab yaad aay tu lout ana, Yahe waqat akser sath nai dete dil walon ka, pas reh kar b ager koi sath na de tu lout ana, Na jane teri itni yad q atti hai, Ager yahe pegaam pohnch jaye tu lout ana, EHSAN SARPARAH 03003883108
Lagta nahi k sath nibhae ga dair tak, Lekin wo muJh ko bhool na pae ga dair tak. . . Jo bhi qareeb aae ga us k usay zaror, wo meri dastan sunae ga dair tak Dhonde ga wo muJhe inhi galiyon me aik %u201CDIN%u201D Dhonde ga,or muJh ko na paae ga dair tak Me sahilon ki rait pe likhon gi us ka naam, Wo pani pe mire naqsh banaega dair tak.. Kis haal me hon us k baad main, Sun kar usey yaqeen na Aaega dair tak. EHSAN 03003883108
ankhon me jo tehreerain theen! honto pay vo bol na thay%u2026 Hum thay us k pyar k aashiq! Bas hathon mein kashkol na thay%u2026 Hum ne us ko toot k chaha! ye us ka haq tha lakin%u2026 Wo b hum ko toot k chahey! Hum itnay %u201CANMOL%u201D na thay%u2026. EHSAN SARPARAH 03003883108
Hounto Pe Hunsi Dekh LiHounto Pe Hunsi Dekh Li Dil k Ander Nahe Dekha, Aap Ne Mere Gahmoo ka Samounder Nahe Dekha, Kitne khoub Sourat H ye Duniya ye Dekha h Aap Ne, JE JE k Marney Waloh ka Manzer Nahe Dekha, SHeeSHAY ka Makaan Tu Ne Bana to Liya H Dost, Laiken waqt k Hath ka Pahter Nahe Dekha, Rishtow k Totney ka Dard Tum Kiya Janow, Wo Lamha Tum Ne Kabe Jee Kar Nahe Dekha, Bahtkey Roshni ki Talash Mein Nahjane Kaha Kaha, Afsoos k Apne RooH k Ander Nahe Dekha, 03003883108
Tum roth jao mujhse, Aisa kabhi na kerna, Main ik nazar ko tarsoon, Aisa kabhi na kerna, Main poch poch haron, so so sawal kar k, Tum kuch jawab na do, Aisa kabhi na kerna, Main kisi roz tum ko sada dun, Aur tum na aao, aisa kabhi na karna, Tum chaley jao jab bhi to dekhon tumhara rasta, Tum loat k na aao, Aisa kabhi na karna%u2026.!! EHSAN SARPARAH 03003883108
Business Listings Wurfel IT “To become a gateway of opportunities for the advancement of society.Our Mission: “Endeavor to provide Innovative branding Solutions. We do All branding solutions, Feel free to contact Online Rishta In Pkaistan, Nayasafar.pk If you are seeking online girls’ and boys’ rishta in Pakistan the Nayasafar.pk is the ultimate place for you. It is the authentic Pakistani matrimonial portal, which is providing the place to meet the perfect soulmate, who may reside in any city ... CHEAP AIR TICKETS IN ISLAMABAD, RAWALPINDI We are committed to bring the best of air ticketing with competitive fares and guaranteed seats for Domestic and International destinations, powered by the online automated systems, hotel accommodation, tour packages & excursions, Hajj & Umrah packag... HOME TUTOR Today we are living in competitive world, and the competition is becoming tougher. As it is the need of time that we should get best Education.As it is a proverb " Education should consist of a series of enchantments, each raising the individual to ... Hotel Hill Park Established in 1999, Hotel Hill Park is situated in the posh locality of F-10 Markaz, Islamabad. We offer luxury living with 24 fully furnished rooms. Hotel Hill Park caters to the high end visitors to the twin cities of Rawalpindi and Islamabad by ... |
|