![]()
Meri chahatain tumse alag kab hain,
Dil ki batain tumse chupi kab hain, Tum sath raho dil main dharkan ki jaga, Phir zindagi ko sanson ki zarorat kab hai,
Koi gham nahi magar dil udas hai, Tujh se koi rishta nahi phir bhi ek aas hai, Kehne ko bohut apnay magar tu ek khas hai, Zyada emotional na hona uper sub bakwa hai:
Dosti ki wajah nahin hoti, Dosti saza nahin hoti, Dosti me hoti he imandari, Dosti me duniadari nahi hoti, Dost jaan se pyara hota he, Dost se jaan pyari nahin hoti
Mukaddar k sitaron per, Zamanay k esharon per, udasi k kinaron per, kabhe veran shehraon per, kabhe sunsan rahon per, kabhi hairon ankhon main, kabhi bayjan lamhon main, tumhari yad chupkay say, koi sargoshi kerti hay, yeh palkain bheeg jati hain, do ansu tot girtay hain, main palkon ko jhukata hon, bazahir muskurata hon, faqat itna he kah pata hon, mujhey kitna sataty ho, MUJHEY TUM YAD ATAY HO, MUJHEY TUM YAAD AATAY HO..
koi chez be-wafai se barh ker kia hogi, Ghum-e-tanhai judai se barh ker kia hogi, Kisi ko deni ho jawani main saza, to wo saza PARHAI se barh ker kia hogi
Aaj rootha hua ek dost yaad aya, acha guzra hua kuch waqt yad aya, jo mere dard ko sine me chupa leta tha, aaj jab dard hua to wo bahot yad aya..
Dil se teri yad ko juda to nahi kia, Rakha jo tujhe yaad, bura to nahi kia, Hum se log hain naraz kis liye, Hum ne kabhi kisi ko khafa to nahi kia
Meri Teraf A Ker To DekhMutawjah Na Hoon To KehnaMeari Rah Main Chal K To DekhRahain Na Khool Doo To KehnaMujh Sey Sawal Ker K DekhBakhshish Ki Had Na Ker Doon To Kehna<<
ae allah main tujh see mangta/mangti kamil eeman or sacha yaqeen or kushada rizk or aajzi karnewala dil or tera zikar karnewali zaban or halal rozi or sachai dil ki toba ormot sai pehlai ki toba or mot kai waqat ka araam or marnai kai baad maghfirat or rehmat or hisab k waqat maafi or janat ka hasool or dozakh sia nijaat. mainye sab kuch maangta hoon teri rehmat kai waseeley sai ae bari maghfirat walay (ameen
PORI KAANAT MAIN..NA KOE BASHER MUHAMMAD JESA.NA KOE KELAM QURAN JESA.NA KOE SACHA ABU-BAKKER SIDDIQUE JESA.NA KOE AADAL UMAR FAROOQ JESA.NA KOE SEKHI USMAN GANI JESA.NA KOE BAHADER ALI SHAIR JESA.NA KOE SHAHEED HUSSAIN JE
Business Listings Shahdra Railway Station Lahore Shahdra Railway station is situated new Lahore Railway station. It's railway junction for Faisalabad and Rawalpindi cities. Bhukari sweets and bakers (city branch) Bukhari sweets and Bakers one of the best and oldest sweets and Bakery in quetta city.it have two branches.one in city and second in cantt. CHEAP AIR TICKETS IN ISLAMABAD, RAWALPINDI We are committed to bring the best of air ticketing with competitive fares and guaranteed seats for Domestic and International destinations, powered by the online automated systems, hotel accommodation, tour packages & excursions, Hajj & Umrah packag... NORMAL USE LAPTOP DELL D600 GOOD CONDITION INTEL CENTRION PROCESSOR 1.6 Ghz Ram 512 MB 40 GB Hard Disk DVD ROM LAN,MODEM WITH WIFI SCREEN SIZE 14 INCH BATTERY TIMING 1:00 HOUR PLUS GOOD CONDITION SMART DEMANT RS.12,500 WARRANTY TIME.1 week checking Warranty MODAL NO: DELL LATITUDE ... Hdmi Flat Right Cable 1.5m 1.4v HDMI Flat Right Cable Features Absolute Compatibility With The 1.4 HDMI Standard Which Supports Up To 1080p Resolution That Coming With 3D Image Of Course, No Matter If You Are Using This Cable For Your HDTV, Video Game, Home Theater Or Even Projecto... |
|