Main Menu
Home
Online Store
Ramadan 2023
News
Ads Mania
Mobile Prices
Chat
Currency Rates
Business
Prize Bonds
Education
Forum
Islam
Namaz Timings
Photo Gallery
Videos
SIM information
Send Free SMS
SMS Mania
Signup
Login
SMS Mania  SMS Mania
Junoon Main Shauq Ki Gehraiyon Say Darta Raha
Main Apni ZaaT Ki Sachaiyon Say Darta Raha,

Mohabton Say Shanasa Huwa Main Jis Din Say
Phir Us Kay Baad Shanasaiyon Say Darta Raha,

Wo Chahta Tha Kay Tanha Miloon To Baat Kre
Main Kya Krun Kay Main Tanhaiyon Say Darta Raha,

Main Regzaar Tha Mujh Main Basay Thay Sanaatay,

Isi Liye To Main Shehnaiyon Say Darta Raha
Main Apne Baap Ka Yousuf Tha is Liye Sager,

Sakoon Se, So Na Saka Bhaiyon Se Darta Raha…!

*." Sager ".*

Rate:Good Very Good Excellent
Category: Love Posted by: Ghafoor Sager
Apni aankhon main mere khawab rehne do,
Kuch ankahe sawalon ke jawaab rahne do,

Na milo iss tarah kay dharkanen ho jayain beqabu,

Abhi kuch dair zara chehre pay hijaab rehne do,

Cheen lo bhale mujhsay mere jugno mere khilone,

Magar abhi zara mere hathon main kitaaab rehne do,

Na karo abyaari in gullon ki nafraaton ke paani say,

Abhi inke dilon main mohabton ka nisaab rehne do,

Phir kabhi mile to sochen ge kya khoya kya paya Sager,

Abhi nayi manzil hay dono ki purane hisaab rehne do...!

Rate:Good Very Good Excellent
Category: Love Posted by: Ghafoor Sager
Zamane wale kabhi bhi apne nahin hote
Har jai chehre wafa ka pekar nahin hote

Jin kay pass hoti hain umer bhar ki yadain
Wo log tanhai main bhi tanha nahin hote ...!

*." Sager ".*

Rate:Good Very Good Excellent
Category: Love Posted by: Ghafoor Sager
Aansu`oon ki Tarah Nazron say Giraya Us Nay
Apni khabar Na Mili Kuch Aise khak Main Milaya Us Nay,

Elzaam Mujh Pay Lagaaya Magar Bewafa khud Tha
Pehle Dewana Banaya Phir Mujhey Thukraya Us Nay,

Usko Mazaa Aata Hai Mujhko Sataane Main
Mujhe Geeli Lakri ki Tarah Jalaya Us Nay,

Aaya Na Tha Us ko Wadaa Wafaa Karnaa
Logon ko Jhota Apni Wafa ka Qisa Sunaya Us Nay,

Tanhayon Kay Dard Say khoob Waqif Tha Woh Sager,

Pher Bhi Dunya Main Mujhe TANHA Baanaya Us Nay...!
*." Sager ".*

Rate:Good Very Good Excellent
Category: Love Posted by: Ghafoor Sager
Mere ishq say mili hay tere husn ko yeh shohrat,


Tera zikr hi kahan tha meri dastaan say pehle...!


*." Sager ".*

Rate:Good Very Good Excellent
Category: Love Posted by: Ghafoor Sager
Dil-o-dimagh mutfiq na huye Pak-o-hind ki tarah,


Yeh mohabbat mujhe masla-e-kashmir lagti hay...!


*." Sager ".*

Rate:Good Very Good Excellent
Category: Love Posted by: Ghafoor Sager
Mohbat main sub fana nai hota,
Kisi ko chahna koi gunah nai hota,

Log pochtay hain unhin kitna piyar kartay ho,
Par wo kia janin kay piyar Lafzon main nai bayan hota ...!

*." Sager ".*

Rate:Good Very Good Excellent
Category: Love Posted by: Ghafoor Sager
Un na thi khata hum hi kuch ghalat samjh bethey,


*." Sager ".*

Wo mohbat say bat karty thay ur hum mohbat samjh bethey ...!

Rate:Good Very Good Excellent
Category: Love Posted by: Ghafoor Sager
Eid mubarak

Rate:Good Very Good Excellent
Category: Eid Mubarak Posted by: siddique warsi
Hamari khamoshi humari aadat hai
H
in duriyo me bhi humari chahat hai
meri zindgi agar khubsurat hai
to uski wajah srif
hizj
AApki muskrahat hai

hizj555

Rate:Good Very Good Excellent
Category: Love Posted by: naadia baloch
<< 19 | 20 | 21 | 22 | 23 | 24 | 25 | 26 | 27 | 28 >>
 
Business Listings
City Police Station Quetta
established in 1940
Hotel Hill Park
Established in 1999, Hotel Hill Park is situated in the posh locality of F-10 Markaz, Islamabad. We offer luxury living with 24 fully furnished rooms. Hotel Hill Park caters to the high end visitors to the twin cities of Rawalpindi and Islamabad by ...
Ungent Required Well Experienced Travel Agent
Young, Energetic and Skilled Male/ Female required for Travel Agency at Jinnah Road Quetta. Experienced in Abacus/ Computer will be prefered
Paradise Hotel, Karachi
Paradise is a famous hotel located on downtown Karachi Saddar Bazar area, Pakistan. The hotel is a bit 'run down right now. The hotel offer to visitors best cooling 156 air-conditioned rooms with baths, each room is equipped with cable TV, VCR, phone...
Indus Group of Colleges
It is our firm belief that the youth form the backbone of a nation. They are the building blocks that shape the nation. And undoubtedly the most important ingredient for the intellectual grooming of the youth is Education. Education does not mean re...
Quick Links
Contact us
Site Tools
Add to Favorites
Make Homepage
© All rights reserved www.hamaraquetta.com
This site is best viewed on 1024 x 768