SMS Mania
Friendship iz not abt finding similarities,
it iz abt respecting differences. You r not my friend cuz u r like me, but becoz I accept u & respect u da way u r. EHSAN SARPARAH 03003883108
kabhee gulzaar say, kabhee bezaar say, kabhee khushee humaray saath saath, kabhee ghumon kee barsaat say, kabhee toofaan mein bhee hain raastay, kabhee manzilon kaa pataa nahee, kabhee doo kadam pay zindagee, kabhee saddeeon tak inteezaar say, kabhee her pal imteehaan hey , kabhee bin maangay inaam say EHSAN SARPARAH 03003883108
Mainbhi khamosh nigahon say usay dekhta hoon, Wo bhi chupke say kabhi aa k sada deti hai, Kya khabar kal ki magar hamne suna hai aksar, Rafta rafta yeh ada pyar barha deti hai.......!!! EHSAN SARPARAH 03003883108
Nazr jb tumsy milti hey main khud ko bhool jaatee hoon, Bus ik dharkan dharakti hy, mein khud ko bhool jaatee hon, Tumhain milnay sy pehlay main bohat sajtee sanwartee hon, Magar jb tum sanwartay ho main khud ko bhool jatee hon, Main aksar kitaabon pe tayra hi naam likhtee hon, Magar kuch tum jo likhty ho main khud ko bhool jatee hon, Main aksar yhi kehti hon, main tum sy pyaar kartee hon, Magar jb tum yeh kehtay ho main duniya bhool jatee hon EHSAN SARPARAH 03003883108
tum aur fareb khao bayan-e-raqib se tum se to kam gila hai ziyada nasib se goya tumhari yad hi mera ilaj hai hota hai pahron zikr tumhara tabib se barbad-e-dil ka akhri saramaya thi umid vo bhi to tum ne chhin liya mujh garib se dhundla chali nigah dam-e-wapasi hai ab a pas a ke dekh lu tujh ko qarib se EHSAN SARPARAH 03003883108
Jo Haadsay Yah Jahan Meray Naam Kerta Ha Meraa Shaour Unhein Nazr-e-Jaam Kerta Ha Hamaray Chaak Greibaan Say Khailnay Walo! Humein Bahaar Ka Soraj Salam Kerta Ha EHSAN SARPARAH 03003883108
Udaas nahi hona kyonki me saath hu, Saamne na sahi par aas-paas hon, Palko ko band karo jab bhi dil me dekhoge, Mein har pal tumhaare sath sath hon. Ehsan Sarparah(03003883108)
Jab dill Udas hota hai, Dard khuch khaas hota hai, Her soch, Her yad, Her Baat, Har pal bara be-ass hota hai, Bas ek awaz c hoti hai, Na koi apna sa lagta hai, Sab ek sapna ssa lagta hai, Yun Dill kyon Udas hota hai? (Tum Kiya Jano)
Ussay apny farda ki fikr thi wo jo mera wakif-e-hal tha wo jo us ki subhe urooj thi wohi mera waqt-e-zawal tha Mera hal kaisay janta meri bat kaisay manta wo tu khud fana k safer pe tha usay rokna bhi muhal tha Wo louta tu sadyon k bad bhi mere lb pe koi gila na tha ussay meri chup ny rula diya jisay guftagu main kamal tha
Ban jaoun ager tm sa tumain kesa lagy ga? Har pal main rahoun tm se khafa kesa lagy ga? Perty ho mughy tum jo namazon ki terhan se, Ho jaoun ager tm se qaza kesa lagy ga? Tm payar main khud ko kabhi mitaane pe ho razi, Bun jae ager payar saza kesa lagy ga? Khud se b zaida ho yaqeen tm ko kisi per, Woh shaks he de jae daga kesa lagy ga? Tum auroun ke mahfil main diya bun k jalo par, Tanhai mile tum ko silla kesa lagy ga?
Business Listings Quality Sweets Very famous sweets shop of quetta city at manan chowk jinnah road.Deals in all type of types of sweets. Kabeer Building Tuition Academies Kabeer building is situated at jinnah road near Zehri masjid.All science subjects teachers are available here for tuition for students of federal and Balochistan board. Jalal Sons Departmental Store, Main Market Lahore Jalal Sons Departmental Store, The mall in the heart of Lahore, where there is something for everyone, the best place of shopping. In its four stories building this departmental store offers you the best verity and quality home appliances, electron... Ichra (Ichara), Lahore Ichra Bazaar (Market) also called (Ichara) is located on Ferozepur Road near Ideal Science College and Ichhra Shopping Centre in Lahore, Pakistan. It's one of the cheapest markets in Lahore offer variety of clothes for men, women and kids. Ichra Baza... Xeon Dual Core 8Mb Cache Dell Precision 490 Xeon Dual Core 8Mb Cache Dell Precision 490 Processor(s) - 2 x INTEL XEON 2.33GHZ DUAL CORE PROCESSORS Cache - 4 Mb Each Processor Total 4 4=8 Mb Memory - 2 Gb DDR-2 FB Ecc MEMORY FULLY BUFFERED MEMORY (SUPPORTS UP TO 32GB RAM) Hard Drive(s) -... |
|