SMS Mania
In bio practical:
Examiner:Tell me the name of this bird by seeing its legs only? Pathan:I dont know. Examiner:You failed, whats your name? Pathan:See my legs & tell my name
1 Pathan rail ki patri per sogaya. 1 admi ne kaha kia ker raho ho? Train aayegi tu mar jao gay! PATHAN: Mairy oper se jahaz guzar gaya tu kuch nahin howa, rail kia cheez hay?
Husband wife mein larai hoi, Husband ghar se chala gaya, Husb:Rat ko phone pay,Khanay mein kia hai Wife:Zeher. Husb:Mai dair se aonga, tum kha kar so jana:D
Girl:Me tumse shadi nahi ker sakti isliye ye lo apne love letters or mere mujhe wapis karo! Boy bari c basket samne rakhte howay, Is me se jo jo tumharay hain nikal lo!
Apni yaden, apni batain lay ker jana bhool gaya, Janay wala jaldi main tha, mil ker jana bhool gaya, Mur, murr ker dekha tha usnay jatay rastay main, Jesay usnay kehna tha kuch, jo wo kehna bhol gaya, Waqt-e-rukhsat meri ankhain ponch raha tha anchal se, usko gham tha itna ziyadah, khud wo roona bhool gaya
Kaisay kahon k apna bana lo mujhey, Bahoun main apni sama lo mujhey, Bin tumharay ek pal bhi kat-ta nahin, Tum aa ker mujh se chura lo mujhey, Zindagi to wo hai sang tumharay jo guzray, Duniya k ghamoun se ab chura lo mujhey, Mere sab se gehri Khuwahish ho puri, Tum agar pas apnay bula lo mujhey, Yeh kaisa nasha hai jo behka raha hai, Tumhara hon main tu phir sanbhalo mujhey, Najanay phir kaisay guzray gi Zindagani, Agar apnay dil se kabhi tum nikalo mujhey.
Jab se begum ne mujhe murgha bana rakha hai, Main ne nazron ki tarhan sir bhi jhuka rakha hai, Bartano aaj mere sir pe baraste kion ho ? Mein ne dho dha k tumhain kitna saja rakha hai, Roz leti he talashi wo police ki manind, Pochti he kahan paison ko chupa rakha hai, Wahi duniya main muqaddar ka sikandar tehra, Jis ne khud ko yahan shadi se bacha rakha hai, Pi ja is maar ki talkhi ko bhi has k shohar, Mar khane mein bhi qudrat ne maza rakha hai..
Khud ko is dil main basanay ki ijazat day do, Mujh ko tum apna bananay ki ijazat day do, Tum meri zindagi ka ek haseen lamha ho, Pholon say khud ko sajanay ki ijazat day do, Mein kitna chahta hon kis tarah bataon tumhein, Mujhey yeh batanay ki ijazat day do, Tumhari raat si zulfon mein chand sa chahra, Yeh jaan tum phir lutanay ki ijazat day do, Nahin shoq Saqib ko bhool ka magar, Mujhey yeh duniya bhool janay ki ijazat day do
Meri pagal mohabbat tumhein yaad aye gi, Jab chand sitare chamak rahe hon, Jab yadon k phool mehek rahe hon, Jab deed ko nain taras rahe hon, jab ankhon se ansu baras rahe hon, Meri pagal mohabbat tumhein yaad aye gi Jab tanhai se dil ghabrae ga, Jub tumhein akela pan sataye ga, Jab koi khuab he na aye ga, Jab phool kitab mein he reh jayenge, Meri pagal mohabbat tumhein yaad aye gi
Aik pyari si larki hay wo, Meray dil main rehti hay jo, Meray sapni ki rani hay, Dil mein dharkan ki tarah basti hay wo, Jaisay dariya main kanwal khila ho, Itna pyara hasti hay wo, Koyal ki koo koo say ziyada, Geet sureela gati hay wo, Anakhan us ki, kiya kehna Jaisay koi neeli jheel or wo, Mera uska rishta hay kuch aisa, Jaisay dil hon main aur dharkan wo, Kuch khafa khafa si lagti hay, Najanay aaj kion chup baithi hay wo.
Business Listings Alkhidmat Hospital Quetta Hospital for Afghan refugees Fortress Stadium, Lahore Fortress Stadium is a famous place having number of malls, restaurants and entertainments areas. It's located in Cantt area of Lahore, Pakistan. Fortress Stadium market is most crowded and busy area of city having large shopping complex. Many people ... sale a laptop i want sale my laptop,,,NEC ,,,,,80gb hard disk,,1gb ram,,2800+1.60 processor,,,,,dvd room.....only sound problem,,,my demond 17000,,,,rupees New Compact Diode-Pumped Nd Yag Laser Marking Machine Zee 6254 New Compact Diode-Pumped Nd Yag Laser Marking Machine Zee 6254 We use foreign advanced laser technologies and new designs to produce our DPSS laser marking systems. This is the Smallest Diode Laser marking machine ever made. Their performance is ... Shabaz housing sceam turbat , research farm. the best price no one han set ever. With new papulation and also a new clanic is being builed here which can be cause of improving other paslities. (Mohammad Aslam) . |
|