Prince Baloch's Poetry SMS
Uqabi rooh jab baidaar hoti hy jawano main
nazar aati hy ic ko apni manzil Aasmano main Na ho nomeed, nomeedi zawal e elm o irfan hy umeed mard e momin hy Khuda k raaz danoo main nahin tera nashaiman qasr e sultani k gunbad per too shahin hy, basaira ker paharoon ki chatano main
Tery Sofay hain Afrangi, Teray Qaleen hain Irani Lahoo mujh ko rulati hy jawanoo ki tan asaani Amarat kia, Shikwa khusrawi bhi ho to kya hasil Na zor e Haidri tujh main, na Astghnay Salmani Na Dhoond ic cheez ko Tehzeeb e Hazir ki tajali main K Paya main ny istaghna main mairaj e Musalmani
Rahe Salamt Zindagi unki jo meri khushi ki faryad karte hain Aye Khuda unki zindagi khushion se bhar de Jo mujhy duaon main yaad rakhtay hain. Ameen.
Chemical GHAZAL Dil-e-organic tujhy hwa kya he? Akhir nomenclature ki wja kya ha? Hum hain Carbon or wo hydrogen, Ya Ilahi ya hybridization kya ha? Me bhi shell main Electrons rakhta hoon, Kash wo pooche k meri Valency kia ha? Hm ko un se hy Bond ki umeed, Ghalib Jo nahi jantay hmari Electronegativity kia ha.
Main guzre pal jo socho to Kuch dost bohat yaad aatay hain Ab jany konci nagri main Abad hain ja ker mudat sy Main raat gay tak jagoon to Kuch dost bohat yaad aatay hain Kuch batain thi phoolon jaisi Kuch lamhay khusboo jaisay thy Main shehr-e-chaman main Tehloon to Kuch dost bohat yaad aatay hain Wo pal bhar ki narazgiyan or maan bhi jana pal bher main ab khud sy jub bhi roothoon to Kuch dost bohat yaad aatay hain
Be Khwab Zindagi ka Paristar kon tha? Itni udaas raat main Bedaar kon tha? kis ko ye fikr thi K mohabbat mein kiya howa? Hum es py larr rahy thy... wafadaar kon tha ? 100 kashtiyan jala k Chalay sahilon sy hum! Ab tum ko kya btayein k us paar kon tha? Ye Faisla to Wakt b Shayad na kr sakay! Such kon bolta tha, Adakaar kon tha? Arsa guzar gya hy yahi sochtay huwy... PEPSI 65 ki kerne wala fankaar kon tha? Shukria itny ghor sy prhne ka:-P
Apne dil ki majboori ko ilzam na dy Mujhy yad rakh, beshk Mera nam na ly Tera Weham hai k Me bhula don Tujhy Meri koi aisi sans nhi jo Tera nam na le.
Road POETRY Tera mera sadiyaan da vair ae... "Tu lang ja sadi khair ay" Main us ky gher gya to lga tha tala... "Jalny walay ka moun kala" Band karo ya starplus k show... "Horn do rasta lo" Wo takra gya aik car se... "Daikh zaroor mager pyar se" Mehangai ny poora Pakistan hilaya "Jiny maa noo sataya unhe riksha e chalaya" Kala peela rang na ker... (',') "Papu yar <)(> Tang _//_ Na kr"
Wo Tun Na They Ik "KHAYAL" Tha, Meri Soch ka He "KAMAL" Tha, Wo "MOHABATAIN" Wo "CHAHATAIN" Meri "ULJHANON" ka he "JAAL" Tha, Mere Dil Main thi jo "RONAQAIN", Wo Tera "HUSN-O-JAMAL" Tha, Jawab jis ka mila nahi, Wo aisa he aik "SAWAL" Tha, Wo Aaj mila to Yun Laga, Yahi to hy wo Jiss ka "INTEZAR" tha, Usay Yaad kaisay na karay koi, Ussay Bhoolna to Muhal tha, Ab us ki kya main "MISAL" don, Wo to Aap apni "MISAL" Tha.
USAY main Q Bataon main ny us ko kitna Chaha hai? Bataya Jhoot jata hai.! K Sachi Bat ki Khushbu khud mehsoos hoti hai Meri Baten Meri Sochen USAY khud jan janey Do Abhi kuch din mujhe meri mohabat aazmany do! Ager wo Ishq ky Ehsas ko pehchan na paye Mujhe bhi jan na Paye To phir aisa kro Ay DIL..! K Khud Gumnam ho Jao Magr US By-Khabar ko Zindagi Bhar Muskrane do..
Business Listings Dolphin Bakers (Qandhari Bazar Branch) 2nd branch of Dolphin bakers.all types of sweets and bakery products available.you can get fresh cream cake on order with your photographs on your birthday Punjab Institute of Cardiology Punjab Institute of Cardiology (PIC), located in Lahore, Pakistan, is a 292-bed tertiary care hospital providing nationwide comprehensive cardiac care services for the last 18 years. Its services include cardiac emergency, OPD, diagnostics, intervent... AL-RAHIM TRADEMARK & PATENT ATTORNEYS AL-RAHIM TRADEMARK & PATENT ATTORNEYS is a dedicated full-service Intellectual Property Firm, which provides a wide range of professional intellectual property law services to its local as well as foreign clients. The partners and associates of the f... TRG - The Resource Group The Resource Group (TRG) Pakistan is the country’s largest provider of BPO services with 4 locations in Karachi and Lahore – Pakistan’s largest cities and financial centres. TRG Pakistan set up its operations in 1999 by establishing a contact ... Net Cafe and Gaming Zone for sale 5 Net Pc's (Dell 260 with LCD) 12 Gaming Pc's (Dell 620/280 with 17inch Monitors) 1 Server Pc 1 Printer (HP Laser Jet P2015d) (Total 18PC's with server detail mentioned above) 500GB Mobile Data (Movies,Songs,Ring tones,Photos,Clips...etc..) Complet... |
|