SMS Mania
Raqs karta tha jo logo ke sath mil kar
eid sehra me manaie tere dewane ne....
Mubarak jab bhi koi kehta hai to dil ko chot si kagti hai tere ghum ko bhala kaise bhulayen aaj eid ka din hai.....
tumhain bakshi hai dil pe hukmarani or kia detey yehi thi hamari rajdhani or kia detey sitaroon se kisi ki maang bharna aik fasana hai tumharey naam likh di zindagani or kia detey wo mujh se mangta tha umar ka aik dilnasheen hisa na detey us ko apni jawani or kia detey bichartey waqt us ko ik na ik tohfa tuo dena tha humare pas tha ankhoon mein pani or kia detey
Pathan ko khwab me ksi ne qatal krdia Subha pthan ne apna HBL ka acount close krwa dya Q? Q k HBL ap k khwbon ko haqiqt me bdal skta hy Jahan Khawab Waha HBL".
|=--.._..-=-._. | ! (* : |=--!._..-=-._: | | Hum to Mitt jaengy Ay Arz e PAK laikin tujh ko Zinda Rehna hy Qiyamat ki Sehar honay tak! Inshallah. Jashan-e-Azadi Mubarik
پاکستان کا مطلب کیا لا Ø§Ù„Û Ø§Ù„Ù„Û - پاکستان سے Ù…Øبت کیجیے Û” Ø§Ù„Ù„Û Ø§Ø³ وطن Ú©ÛŒ ØÙاظت Ùرمائے Û” آمین جشن آزادی مبارک
Dost bhi milte hain mehfil bhi jami rahti hai tu nahi hota to har shay mein kami rahti hai gar ye nahi muskurane ka mousam agar muskuraien bhi to aankho me nami rahti hai kuch dilu me khilte nahi chaht k gulab kuch jazeeru pe sada dhundh jami rahti hai ishq umroo ki musafat hai kise kia maloom kab tak hum safri hum qadmi rahti hai tum bhi us shakhs pe marte ho azeem dunya ki nazar jis pe jami rahti hai..
kuch tabiyat hi mili thi aesi keh chain se jeene ki surat na hui jisey chaha usey pa na sake aur jo mila us se muhabat na hui....
A man outside phone booth: Excuse me! u r holding the phone since 20 minutes n u haven't spoken a word! Man inside: Sir, I am talking to my WIFE....:D
Sab se chupa kar dard jo woh muskura diya… us ki hansi ne to aaj mujhe rula diya…. lehje se uth raha tha har ik dard ka dhuaan… chehra bata raha tha k kuch ganwa diya… aawaz mein thayrao tha aankhoon mein nami thi… or keh raha tha k mein ne sab kuch bhula diya… jane kya us ko logon sey thein shikayatein… tanhaiyon ke daish mein khud ko basa diya… khud bhi woh hum sey bichar kar adhura sa ho gaya…. mujh ko bhi itne logon mein tanha bana diya…
Business Listings Bar B.Q Tonight Bar B.Q Tonight restaurant was inaugurated on 10th of November 1988 by our honorable elders whose sincere efforts paved a way to make it a symbol of hygiene and quality. Their aspirations yielded fruitful results and raised the name of BAR B.Q Tonigh... TRG - The Resource Group The Resource Group (TRG) Pakistan is the country’s largest provider of BPO services with 4 locations in Karachi and Lahore – Pakistan’s largest cities and financial centres. TRG Pakistan set up its operations in 1999 by establishing a contact ... Shaukat Khanum Memorial Cancer Hospital and Research Centre Over the past decade, Shaukat Khanum Memorial Cancer Hospital & Research Centre has established itself as a centre of excellence providing comprehensive care free of cost to thousands of indigent cancer patients. This pioneering, state-of-the-art hos... Metro Cash & Carry Thokar Niaz Baig Lahore Metro Cash & Carry is a German based shopping mall chain in Pakistan. You can find each type of house hold as well as small industrial type instruments from here. It is situated on bank of Lahore canal near Thokar Niaz Baig. It has multiple entrance ... AdamSoft International Lahore AdamSoft solution design teams combine the top talent available internationally. Each team has a history of demonstrated results and recognized education and certification milestones. We provide extensive in-house mentoring as well as external profe... |
|